Posts

Showing posts from September, 2019

Rahh 💕

Mujhe yuhi kar ke khud se juda Jane kaha chupa hai tu mera khuda Tujhme ek rah si hai Par kyu aakhir wo manzil dundhli si hai Mujhe yuhi kar ke khud se juda Jane kaha chupa hai tu mera khuda Nahi mujhko us pyar Bas chaiye tere war ki.. Jane kaha hai tu Bata meri khushiyon ka pata Mujhe khud kar ke tu yu juda Jane kaha chupa hai tu mera khuda... Tu jannat tu hi malik Tu hi rab hai, hai tu khayal Ab ti na hi hai sawal.. Mujhe khud kar ke yuh juda bas tu wapas aa ja khuda Anushka 💕

Baatein Hindi 💕

Mere dil ki sari baatein Mai tujhse Karna chahti hu Chahe Kch bhi hi jaye Bas Teri hi baahon me rehna chahti hu Yu to har chiz aksar dil bayan karti hai Par iss bar mai Karna chahti hu Teri rooh Ko dekh Mai bas kho Jana chahti hu Aj hai wo din Jab mai sab Bayan kar Dena chahti hu Meri dil Ki sari baatein Mai tujhse Karna chahti hu Tere sath bitayin hue har Lamhe Ko Main phir se jee lena chahti hu Mere dil ki Sari baatein Mai tujhse kar lena chahti hu Sari baatein meri dadhkan bata rhi hai par Mai tujhme khona chahti hu Meri dil ki sari baatein Mai tujhse Karna chahti hu          Anushka ♥